Ghalib Ki Shairi is very famous all over the world these were introduced by Ghalib many years ago
Ghalib is one of the most famous Urdu poets in the world. His poetry is very unique and he is considered to be one of the best poets that ever lived.
Ghalib was born in Agra, India. His family was originally from Afghanistan and moved to India during the Afghan invasion of India. He grew up as a Muslim and learned Persian, Urdu, Arabic, Hindi and English languages. He was a government clerk who served as a diplomat to Iran for a short period of time before becoming a poet.
Ghalib’s poetry can be classified as ghazal poetry – poems with rhyming couplets that are written in meters such as “Shor-e-gahr” or “Chaupais”. Ghazals are often about love or
These are the best ghalib ki shairi
Un ke dekhe se jo aa jati hai
muh par ronak wo samjhte hai
ki bimar ka haal achha hai..
Meri zindagi hai ajij tar isi vasti mere
hum safar mujhe katra katra pila jahar
jomkare asar bari der tak.
Tere vaade par jiye ham
to yah jaan,jhooth jaana
ki khushee se mar na jaate
agar etabaar hota.
Manzil milegi bhatak kar hi sahi gumrah
to wo hai jo ghar se nikale hi nahi.
ishq par jor nahi hai ye wo Aatish
galib ki lagaye na lage aur bujhe.
Kisi fakir ki jholi me kuch sikke dale
to ye ahsas hua mahangai ke is dor
me duayen aaj bhi asti hai
Mohabbat mein nahee phark
jeene aur marane ka Usee ko
dekhakar jeete hai jis ‘kaafir’
pe dam nikale.
Me zindagi se puchha tu itni mushkil
kyun hai zindagi ne kaha duniya Aasan
cheezon ki kadar nahimkarti.
Karj ki pite the may lekin samjhte
the ki han rang lagawegi humari
faka masti ek din
Udasi pakad hi nahi paate log
itna sambhal kar muskurate hai hum.
Gujre Hue Lamho Ko Mai Ek
Baar To Jee Lu, Kuch Khwab
Teri Yaad Dilane Ke LiYE Hai.
Ta Fir Na Intezaar Mein Neend
Aaye Umr Bhar,Aane Ka Ahed
Kar Gaye Aaye Jo Khwaab Mein.
han aur bhi dunya me sukhan var
bahut acchhe kehte hai galib ka
hai andaz-e-bayan aur.
Ked me hai tere wahashi ko
wahi julf ki yaad han kuch ik
ranj gara bari-e-janjir bhi tha.
Un ke dekhe se jo aa jaatee
hai munh par raunaq.Vo samajhate
hain ki beemaar ka haal achchha hai.
Tum milo ya na milo nasib ki baat hai par
sukun bahut milta hai tumhe apna sochkar.
Nazar lage na kahin uske dast-o-baju ko
ye log kyun mere jkhme jigar ko dekhte hai.
Jara si chhed kya hua mere jeb me
sikkon se jyada to rishtedar gir gaye
Rango Me Daudte Firne Ke Ham
Nahi Kaiel Jab Ankh Hi Se Na Tapka
To Fir Lahu Kya Hai.
Itna dard na diya kar e zindagi
ishq kiya hai koi katl nahi.
Chipka raha hai badan par lahu
se perahan humari jeb ko ab
hajat-e-rafu kya hai.
Tum wo bhi mahsus karliya karo na
jo hum tumse keh nahi pate hai.
Dard jab dil mein ho to dava keejie
Dil hee jab dard ho to kya keejie..
Aao kitne bhi achhe insaan kyun na
ho aap kisi na kisi ki kahani me bure
zarur hote hai.
Hai ek tir jis me dono chinde pade hai
din gaye ki apna dil se jigar juda tha..
Shak se bhi aksar khtm ho jate hai
rishte kasur har bar galtiyon ka
nahi hota.
Rekhte ke tumhi ustad nahi ho
galib kehte hai agale jamane
me koi mir bhi tha.
Ranj se khugar hua insa to mit
jata hai ranj mushkilein mujh
par padi itni ki Aasan ho gai.
Zindagi se hum apni kuch
udhar nahi lete,Kafan bhi lete
hai to apni zindgi dekar.
Chandni Raato Ki Khamosh
Sitaron Ke Kasam,Dil Mein Ab
Tere Shiwa Koi Bhi Aabaad Nahin.
Bajicha-e-aatfal hai duniya mire aage
hota hai shab-o-roj tamasha mire aage.
Muhabbat me unki aana ka
pass rakhte hai Hum jankar
aksar unhe naraj rkhte hai.
Ishq Se Tabiyat Ne Zeest Ka Mazaa Paya
Dard Ki Dawa Payi Dard Be Dawa Paya..
Hai aur bhi duniya me sukhnawa
bahut achhe kehte ha ki ghalib ka
hai andaj-e-bayan aur.
Wo cheez jiske liye humko ho bahisht ajij
shiwaye bada-e-gulfam-e-mushkabu kya hai.
Main udas basti ka akela baris
udas shakhisyat pehchan meri.
Wo Raste jin pe koi silwate na pad sakti
un raston ka mod ke sirahane rakh liya.
Jab khushi mili to koi dard mujhse ruth
gaye dua karo ki me fir se udas ho jaun.
Tu mila hai to ye ehsaas hua hai mujhko
Ye meri umr mohabbat ke liye thodi hai.
Ab to aa jao sai bahut udas hai dil
sanson ki tarah zarurt hai ab didar tera.
These are the world-famous Ghalib Ki Shairi of All Time. the above Shairi are most famous used by the lover once to his or her love. These are very old but still famous in the youth but also in the all age group.